Rasik Balama Haye Dil Kyo Lagaya Lyrics | Chori Chori (1956) | Lata Mangeshkar | Shankar-Jaikishan

Rasik balama haye dil kyo lagaya
Tose dil kyo lagaya jaise rog lagaya

Jab yad aaye tiharee, surat woh pyaree pyaree
Neha laga key haree, tadpu mai ghum kee maree

Dhundhe hain pagal naina, paye naa yek pal chaina
Dasatee hain ujalee raina, kaa se kahu mai bah naa

MovieChori Chori (1956)
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerShankar-Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *