Ek Kahaani Tumko Sunaayein
Khud Ko Raaja Tumhein Raani Bataayein
Pairon Se Sar Tak Haan Tumko Sajaayein
Kaan Ke Peechhe Thoda Kaajal Rakha Hai
Sab Mein Se Sabse Tu Khoobsurat
Tera Sadka Sabse Karaayein
Aao Na Tum Aao Na
Mere Soone Se Dil Mein Aao Na
Aao Na Tum Aao Na
Leke Saari Woh Khushiyaan Tum Aao Na
Raaste Sajaate Hain Hum
Khud Ko Bichhaate Hain
Bas Ye Keh Do Ki Tum Aa Rahi Ho
Jab Se Dekha Hai Chehra Tumhaara
Saanson Ki Jagah Bas Tum Aa Rahi Ho
Saanson Ki Jagah Bas Tum Aa Rahi Ho
Saanson Ki Jagah Bas Tum Aa Rahi Ho
Mandir Jaise Ghar Ko Sajaayein
Nazrein Utaar Teri Pooja Karaayein
Tujhko Bitha Ke Tujhe Dekhe Hi Jaayein
Maathe Pe Tere Laal Bindi Lagaayein
Aise Lage Jaise Tu Hi Diwali
Naam Ke Tere Saath Deepak Jalaayein
Aao Na Tum Aao Na
Mere Soone Se Dil Mein Aao Na
Aao Na Tum Aao Na
Leke Saari Woh Khushiyaan Tum Aao Na
| Singer | Manan Bhardwaj |
| Music Composer | Manan Bhardwaj, Kamal Bharti, Nataraj Kshetricha |
| Lyricist | Manan Bhardwaj |
| Label | T-Series |

