Ram se hai lakshman lakshman se ram
Dono ke hotho pe ek duje ka nam
Ek ne kahi duje ne mani ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
Ram se hai lakshan lakshman se ram
Dono ke hotho pe ek duje ka nam
Ek ne kahi duje ne mani ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
Mera rab jo puche mujhse teri hai kisme khushi
Dono ke jaha ke badle me to mang lu teri dosti

Ho ek ke dil ki duje ne jani ho ek ke dil ki duje ne jani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
Ek ne kahi duje ne mani ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
Ja de denge ja le lenge hum yaro ke waste
Maut juda kar sakti hai bas ab to apne rashte
Ja de denge ja le lenge hum yaro ke waste
Maut juda kar sakti hai bas ab to apne rashte
Ho ek ke dil ki duje ne jani ho ek ke dil ki duje ne jani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
Ram se hai lakshman lakshman se ram
Dono ke hotho pe ek duje ka nam
Ek ne kahi duje ne mani ek ne kahi duje ne mani
Nanak kahe dono gyani nanak kahe dono gyani
| Movie | Aakhri Baazi |
| Singer | Suresh Wadkar, Amit Kumar |
| Director | Shakti Samanta |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Shatrughan Sinha, Moushmi Chatterjee, Govinda, Mandakini, Kunal Goswami, Sadashiv Amrapurkar, Sonam, Pradeep Kumar, Sujit Kumar, Mac Mohan, Ardhendu Bose, Dinesh Thakur, Asit Sen, Anirudh Agarwal |