Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein hi khumaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal huye
Teere nazar aar paar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein hi khumaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal huye
Teere nazar aar paar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Raahon se raahein
Baahon se baahein
Milke bhi milti nahin
Ho
Hota hai aksar armaan ki kaliyaan
Khilke bhi khilti nahin
He phir bhi na jaane kyun nahin maane
Phir bhi na jaane kyun nahin maane
Deewana dil beqaraar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein hi khumaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal huye
Teere nazar aar paar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Rani ko dekho
Nazrein mili to
Aankhein churaane lagi
Karti bhi kya voh sar ko jhukaake
Kangana ghumaane lagi
Hey raja ne aisa jaadu chalaaya
Raja ne aisa jaadu chalaaya
Na karte karte ikraar ho gaya
Raja ko rani se pyaar ho gaya
Pehli nazar mein hi khumaar ho gaya
Dil jigar dono ghaayal huye
Teere nazar aar paar ho gaya
| Movie | Akele Hum Akele Tum |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Director | Mansoor Khan |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Majrooh Sultanpuri |
| Star Cast | Aamir Khan, Manisha Koirala, Master Adil, Deven Verma, Tanvi Azmi, Rohini Hattangadi, Paresh Rawal, Anjan Srivastava, Rakesh Roshan, Shafi Inamdaar, Satish Shah, Harish Patel, Navneet Nishan, Neeraj Vora, Mushtaq Khan, Dinesh Hingoo, Shashi Kiran, Suresh |

