Rahi Matvale, Tu Chhed Ek Baar, Man Ka Sitar II Lyrics | Waris | Talat Mahmood, Suraiya | Anil Biswas

Rahi Matvale, Tu Chhed Ek Baar, Man Ka Sitar II Lyrics | Waris | Talat Mahmood, Suraiya | Anil Biswas

Raahi matavaale
Tu chhed ik baar
Man kaa sitaar
Jaane kab chori-chori aai hai bahaar
Chhed man kaa sitaar

(dekh dekh chakori kaa mana huaa chachal
chadaa ke mukhade pe badali kaa aanchal) -2
Kabhi chhupe
Kabhi khile
Rup kaa nikhaar,
Khile rup kaa nikhaar

Kali-kali chum ke pavan kahe khil jaa
Kali-kali chum ke,
Khili kali bhanvare se kahe aa ke mil jaa
Aa piyaa mila jaa
Kali-kali chum ke
Dil ne suni kahi dil ki pukaar -2
Kahi dil ki pukaar

(raat bani dulhan bhigi hui palake
bhini-bhini kushabu se saagar chhalake) -2
Aise me nainaa se nainaa ho chaar
Zaraa nainaa ho chaar

MovieWaris
SingerTalat Mahmood, Suraiya
DirectorNitin Bose
Music ComposerAnil Biswas
LyricistQamar Jalalabadi
Star CastSuraiya, Nadira, Jagdish Sethi, Yakub, Sadat Ali, Achla Sachdev, Talat Mahmood, Roopmala

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *