Raftar Hai Zindagi Ki Lyrics | Laqshya | Jatin Pandit, Abhijeet, Udit Narayan | Jatin Lalit

Raftar Hai Zindagi Ki Lyrics | Laqshya | Jatin Pandit, Abhijeet, Udit Narayan | Jatin Lalit

Raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Ho jo chale manzil usi paon ke niche
Jo bhi do pal ko ruka rah gaya piche

Ho raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Ho jo chale manzil usi paon ke niche
Jo bhi do pal ko ruka rah gaya piche
Ho raftaar hai zindagi ki

Nayi umar nayi zindagi naya hausla naya khwab hai
Lahu me mauje maarta dariya hamara shabab hai
Maila hai libaz to kya yaar chehre pe rang to hai
Chandi sona ghar me na sahi dil me ek umang to hai
Ke humko kuch karna hai duniya me ji ke
Ho raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Ho jo chale manzil usi paon ke niche
Jo bhi do pal ko ruka rah gaya piche

Ho raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Raftaar hai zindagi ki kuch aisi dosto
Ho jo chale manzil usi paon ke niche
Jo bhi do pal ko ruka rah gaya piche
Ho raftaar hai zindagi ki

MovieLaqshya
SingerJatin Pandit, Abhijeet, Udit Narayan
Music ComposerJatin Lalit
LyricistMajrooh Sultanpuri
Star CastRonit Roy, Priyanka, Sangita Ghosh, Paresh Rawal, Sujit Kumar, Tinnu Anand, Dilip Tahil, Pramod Moutho, Kiran Kumar, Anjana Mumtaz

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *