Radha Kaise Naa Jale Lyrics | Lagaan | Asha Bhosle, Udit Narayan, Vaishali | A R Rahman

Radha Kaise Naa Jale Lyrics | Lagaan | Asha Bhosle, Udit Narayan, Vaishali | A R Rahman

Madhuban me jo kanhaiya kisi gopi se mile
Kabhi muskaye
Kabhi chhede
Kabhi baat kare
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Aag tan man me lage
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Madhuban me bhale kanha kisi gopi se mile
Man me toh radha ke hi prem ke hain phul khile
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale
Bina soche samjhe
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale

O gopiya tare hain
Chand hai radha
Phir kyun hai usko biswas aadha
O gopiya tare hain
Chand hai radha
Phir kyun hai usko biswas aadha
Kanhaji ka jo sada idhar udhar dhyan rahe
Radha bechari ko phir apne pe kya maan rahe
Gopiya aani jani hain
Radha toh man ki rani hai
Gopiya aani jani hain
Radha toh man ki rani hai
Sanjh sakhare jamna kinare
Radha radha hi kanha pukare
Oye hoye oye hoye
Baaho ke har jo dale koi kanha ke gale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Aag tan man me lage
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale

Man me hai radhe ko kanha jo basaye
Toh kanha kaahe ko use na bataye
Prem ki apni alag boli
Alag bhasa hai
Baat naino se ho kanha ki yahi aasa hai
Kanha ke ye jo naina hain
Chhine gopiyo ke chaina hain
Kanha ke ye jo naina hain
Chhine gopiyo ke chaina hain
Mili najariya hui bawariya
Gori gori si koi gujariya
Kanha ka pyar kisi gopi ke man me jo pale
Kis liye radha jale
Radha jale
Radha jale
Radha kaise na jale
Kis liye radha jale
Radha kaise na jale
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale
Radha kaise na jale
Kis liye radha jale
Kis liye radha jale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale
Radha kaise na jale

MovieLagaan
SingerAsha Bhosle, Udit Narayan, Vaishali
DirectorAshutosh Gowariker
Music ComposerA R Rahman
LyricistJaved Akhtar
Star CastAamir Khan, Gracy Singh, Rachel Shelly, Paul Blackthorne, Suhasini Mulay, Raghuveer Yadav, Daya Shanker Pandey, Rajesh Vivek, A K Hangal, Raj Zutshi, Javed Khan, Akhilendra Mishra, Rajendra Gupta, Yashpal Sharma, Aditya Lakhia, Raja Awasthi, Amin Gazi, An

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *