Rabba Mere Rabba Rabba Kyu Ye Dil Lagaya Re Lyrics | Insan | Udit Narayan, Alka Yagnik | Himesh Reshammiya

Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya

Ishk aankho me leke tum jo najdik aaye
Ishk aankho me leke tum jo najdik aaye
Dekh ke maine tumko kitne sapne sajaye
Sajaye
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya

Main kaha hun kidhar hun kuch pata nahi
Kuch pata nahi
Kisliye bekhabar hun kuch pata nahi
Kuch pata nahi
Muskurana tumhara hosh mere udaaye
Dil churana tumhara mujhe aashik banaye
Banaye
Meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye re
Meri dhadkano pe hardam kya surur chhaye
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya

Man hamara bada hi bekarar hai
Bekarar hai
Har ghadi bas tumhara intzar hai
Intzar hai
Hal mere jiya ka tum samjh hi na paye
Dard chahat ka deke mujhe kitna sataye
Sataye
Maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re
Maine bhid me bhi khud ko tanha tanha paya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Jab se dil diya hai tumko chain na aaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya re
Rabba mere rabba rabba kyu ye dil lagaya

MovieInsan
SingerUdit Narayan, Alka Yagnik
DirectorK Subhash
Music ComposerHimesh Reshammiya
LyricistSameer
Star CastAkshay Kumar, Ajay Devgn, Tusshar Kapoor, Lara Dutta, Esha Deol, Laxmikant Berde, Asrani, Viveck Vaswani, Archana Puran Singh, Himani Shivpuri, Sharat Saxena, Rahul Dev, Kader Khan, Koena Mitra, Beena

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *