Rabba Main Kya Karoon (Title Song) Lyrics | Rabba Main Kya Karoon | Raj Pandit, Vidhi Sharma, Benny Dayal | Salim Sulaiman

Rabba Main Kya Karoon (Title Song) Lyrics | Rabba Main Kya Karoon | Raj Pandit, Vidhi Sharma, Benny Dayal | Salim Sulaiman

Haye rabba rabba
Yara bade dil dariya hai yeh chahate
Zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
Likhi huyi ek dhundhli si tasveer pe
Badla sa nazariya hai yeh chahate
Bundo me nadiyaan hai
Lamho me sadiyaan hai
Nazre utaru ya sazda karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Haye rabba main kya karoon
Haye rabba

Yara bade dil dariya hai yeh chahate
Zindhgi ka ek zariya hai yeh chahate
Ek vans ke chingari se jal uthi
Sapno ke phuljadiyaan hai ye chahate
Bundo me nadiyaan hai
Lamho me sadiyaan hai
Nazre utaru ya sajda karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Haye rabba main kya karoon
Haye rabba

Armaan pagal hai zara
Ambar ke baadal ki tarah thahre baarish me
Apni hi dhun me dil chala
Douda sa bhaaga man chala koi khwahish liye
Iske khayalo ki apni hi duniya hai
Usme jiyu ya phir tauba karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Rabba main kya karoon
Haye rabba main kya karoon
Haye rabba

MovieRabba Main Kya Karoon
SingerRaj Pandit, Vidhi Sharma, Benny Dayal
DirectorAmrit Sagar
Music ComposerSalim Sulaiman
LyricistAmitabh Bhattacharya
Star CastAkash Chopra, Tahira Kochchar, Arshad Warsi, Paresh Rawal, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Riya Sen, Himani Shivpuri, Anuradha Patel, Tinu Anand

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *