Rabba Jawani Aa Gayi Lyrics | Paimana (Sharon Prabhakar) | Sharon Prabhakar

Rabba Jawani Aa Gayi Lyrics | Paimana (Sharon Prabhakar) | Sharon Prabhakar

Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi

Sabki nazar mein
Sharab ka nasha hain
Sabki nazar mein
Sharab ka nasha hain
Meri nigahon mein shabab ka nasha hain
O jaane jaana koi bachana
Aayi kahan main aa gayi
O jaane jaana koi bachana
Aayi kahan main aa gayi

Aa na deewane
Mere paas nahin aana
Aa na deewane
Mere paas nahin aana
Chalte badan ko
Tu hath na lagana
Jaao meri jaa aise chhuo na
Meri nazar sharma gayi
Jaao meri jaa aise chhuo na
Meri nazar sharma gayi

Main jo machal ke
Tarana koi gaau
Main jo machal ke
Tarana koi gaau
Kisi ke dil ko nishana main banau
Tauba ye kyaa hain
Meri ada hain
Sabki nazar ko bhaa gayi
Tauba ye kyaa hain
Meri ada hain
Sabki nazar ko bhaa gayi

Rabba jawani aa gayi
Patli kamar balkha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi
Pyasa sama hain
Dil bhi jawa hain
Masti nazar mein chha gayi

MoviePaimana (Sharon Prabhakar)
SingerSharon Prabhakar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *