Rab Ne To Bas Banaya Tha Lyrics  | Kaise Kaise Rishte | Rohini Hattangadi, Jamuna | Mohammed Aziz | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Rab Ne To Bas Banaya Tha Lyrics | Kaise Kaise Rishte | Rohini Hattangadi, Jamuna | Mohammed Aziz | Nadeem Saifi, Shravan Rathod

Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka

Jab chaha tab rishta joda
Jab chaha tab tod diya
Jab chaha tab rishta joda
Jab chaha tab tod diya
Bebas aur masum ko lake
Bich safar mein chhod diya
Joothi hai sari kasme
Joothi hai sari rashme
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka

Matlab ke sab yaar yaha hai
Matlab ki sab yaari hai
Matlab ke sab yaar yaha hai
Matlab ki sab yaari hai
Joothe sare rishte nate
Joothi rishtedari hai
Kisne ye sach hai jana
Koi apna na begana
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka
Insano ne dekho banaye
Kaise kaise rishte
Rab ne to bas banaya tha
Rishta insaniyat ka.

MovieKaise Kaise Rishte
SingerMohammed Aziz
DirectorAkash Mehra
Music ComposerNadeem Saifi, Shravan Rathod
LyricistSameer
Star CastRohini Hattangadi, Jamuna, Ayesha Jhulka, Shakti Kapoor, Shahbaaz Khan, Kiran Kumar, Sonam
LabelVishwa Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *