Raatein Lyrics  | Shivaay | Ajay Devgan, Sayyeshaa Saigal | Jasleen Kaur Royal | Jasleen Kaur Royal

Raatein Lyrics | Shivaay | Ajay Devgan, Sayyeshaa Saigal | Jasleen Kaur Royal | Jasleen Kaur Royal

Raatein tere sirhane
Bure sapno ke bahaane
Jaagte, jaagte, kaat li

Chup teri baatein
Bunti hoon yaadein
Aadhi, aadhi, baant li

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan

Hey ya, hey ya…
Hey ya, hey ya…hey!

Khoi neendon ko
Tere khayalon ki ye ungliyan
Halke se, dheeme se, gudgudaaye jo
Khamoshi ko padh lu main
Harf harf jad loon main
Bin kahe, kuch mujhe samjhaye toh

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan

Hey ya, hey ya…
Hey ya, hey ya…hey!

Andheron ki yeh paheliyan
Dhoop teri se ho jaaye dhuaan
Tujhse mile hain rang jahaan ke
Hone tere se hai hona mera

Hai kaisa ye jahaan
Ruki zindagi ravaan
Ik main hoon aur ik tu hai bas yahan.

MovieShivaay
SingerJasleen Kaur Royal
DirectorAjay Devgan
Music ComposerJasleen Kaur Royal
LyricistAditya Sharma
Star CastAjay Devgan, Sayyeshaa Saigal, Saurabh Shukla, Vir Das, Erika Kaar, Bijou Thaangjam
LabelPen Movies

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *