Raat Saari Beqarari Mein Lyrics  | Zakhm | Ajay Devgn, Pooja Bhatt | Alka Yagnik | M. M. Keeravani

Raat Saari Beqarari Mein Lyrics | Zakhm | Ajay Devgn, Pooja Bhatt | Alka Yagnik | M. M. Keeravani

Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi
Tu na tha waha khadi
Ghadi ghadi yad thi teri
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi

Odd loon main pyar tera
Pahan loon main pyar tera
Phir sanam ana
Odd lu main pyar tera
Pahan loon main pyar tera
Phir sanam ana
Ho isse pahle nahi thahare rahna wahi
Ajana abhi nahi abhi nahi jab main kahu
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi
Ha so dafa darwaje pe gayi

Raste mein ja milu
Ya rasta dekhu main tera
Kya karu sajna
Raste mein ja milu
Ya rasta dekhu main tera
Kya karu sajna
Ho bekarida sama
Dil mein kitne guma
Phir koi  bhula na de
Tujhe mera nam pata
Raat saari bekarari mein gujari
So dafa darwaje pe gayi.

MovieZakhm
SingerAlka Yagnik
DirectorMahesh Bhatt
Music ComposerM. M. Keeravani
LyricistAnand Bakshi
Star CastAjay Devgn, Pooja Bhatt, Nagarjuna Akkineni, Sonali Bendre, Kunal Khemu, Akshay Anand
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *