Raat Kyon Kar Katee Yeh Tujhe Kya Khabar Lyrics | Parchhain | Lata Mangeshkar | C Ramchandra

Ae darde jigar, mere darde jigar

Raat kyon kar katee yeh tujhe kya khabar
Ae darde jigar, mere darde jigar – (2)

Mai toh jaagee hee thee, duniya sotee rahee, sotee rahee
Ek shabnam kee thee saath, rotee rahee, rotee rahee
Dekh phulo kee hai pattiyan tar-b-tar
Ae dard-e-jigar………….

Jajbaae dil hai toh khud hee chale aayenge, chale aayenge
Yeh musibat ke din bhee gujar jaayenge, gujar jaayenge
Ham toh baithe rahenge, yun hee umrr bhar
Ae dard-e-jigar………..

MovieParchhain
SingerLata Mangeshkar
Music ComposerC Ramchandra
LyricistNoor Lakhnavi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *