Raat Ke Baara Baje Lyrics | Riyasat – The Emperor Bids Goodbye | Reema Nathaniel | Hriju Roy

Raat Ke Baara Baje Lyrics | Riyasat – The Emperor Bids Goodbye | Reema Nathaniel | Hriju Roy

Raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor

Raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor
Ha raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor
Mera maal churane aaya
Mera maal churane aaya
Koi baanka chor
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha

Pahle usne dheere se darwaaza khola
Phir aake zulmi ye haule se bola
Tere gore gore gaal hain
Teri behki behki chaal hain
Tu ladki malamaal hain
Tere gore gore gaal hain
Tu ladki malamaal hain
Teri jawaani haay tuba
Tu husn ki raani haay tauba
Teri zulf ghata ghanghor
Raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor

Julmi ne pakdi jo meri kalaai
Main ghabharayi haan main sharmayi
Meri zulfen usne khol di
Meri chudiyaan usne tod di
Main haay haay karti reh gayi

Karta raha wo manmaani
Koi baat bhi usne na maani
Maine laakh lagayaa zor
Raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor
Raat ke barah baje
Meri gali mein mach gaya shor
Mera maal churane aaya
Mera maal churane aaya
Koi baanka chor
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha
Wo koi chor tha ya koi aur tha

MovieRiyasat - The Emperor Bids Goodbye
SingerReema Nathaniel
DirectorAshok Tyagi
Music ComposerHriju Roy
LyricistSalim Bijnori
Star CastRajesh Khanna, Aryeman Ramsay, Raza Murad, Aryan Vaid, Vishwajeet Pradhan, Raj Premi, Shabbir Ali, Abhishek, Udayveer Singh, Gauri Kulkarni

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *