Raat Kaise Kati Bata Na Sake Lyrics | Dharm Patni | Mubarak Begum | Jamal Sen

Raat Kaise Kati Bata Na Sake Lyrics | Dharm Patni | Mubarak Begum | Jamal Sen

Raat kaise kati bata na sake
Raat kaise kati bata na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Raat kaise kati bata na sake

Aag aisi lagi dhua na utha
Aag aisi lagi dhua na utha
Aah tak bhi juba pe la na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Raat kaise kati bata na sake

Sari duniya ko chhod aaye magar
Sari duniya ko chhod aaye magar
Tere kadmo se uth ke ja na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Raat kaise kati bata na sake

Aise taake to kya kare koi
Aise taake to kya kare koi
Aaj tak hosh me hum aa na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Haale dil bhi unhe suna na sake
Raat kaise kati bata na sake

MovieDharm Patni
SingerMubarak Begum
DirectorRamchandra Thakur
Music ComposerJamal Sen
LyricistShewan Rizvi
Star CastMahipal, Nirupa Roy, Durga Khote, Kumar, Moti Sagar

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *