Raat Bhar Gardish Mein Lyrics  | Wanted | Vijay Kumar, Sayeeda Khan | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Raat Bhar Gardish Mein Lyrics | Wanted | Vijay Kumar, Sayeeda Khan | Asha Bhosle | Ravi Shankar Sharma (Ravi)

Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe

Aa hi jayegi hakikat
Ek na ek din samne
Aa hi jayegi hakikat
Ek na ek din samne
Dekhiye parde mein kab tak
Dil chalakta na rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe

Shama ki mahfil hai ye
Isme najar wale bhi hai
Shama ki mahfil hai ye
Isme najar wale bhi hai
Hai ye namumkin ke chup kar
Koi parwana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Subah tak shayad na fir
Ye rang maykhana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe
Raat bhar gardish mein saki
Aaj paymana rahe.

MovieWanted
SingerAsha Bhosle
DirectorNisar Ahmad Ansari
Music ComposerRavi Shankar Sharma (Ravi)
LyricistShakeel Badayuni
Star CastVijay Kumar, Sayeeda Khan, Helen, Johny Walker
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *