Raat Aise Bitaayee Hai Tumhein Lyrics  | Stolen Moments | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Raat Aise Bitaayee Hai Tumhein Lyrics | Stolen Moments | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas | Pankaj Udhas

Raat aise bitaayee hai
Raat aise bitaayee hai
Tumhe yaad kiya hai
Raat aise bitaayee hai
Tumhe yaad kiya hai
Jab neend na aayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Jab neend na aayi hai
Tumhe yaad kiya hain

Har shaam kisi aas ki
Dehliz pe dil ne
Har shaam kisi aas ki
Dehliz pe dil ne
Jab shamma jalaayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Jab shamma jalaayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Raat aise bitaayee hai
Tumhe yaad kiya hai

Jab bhi kisi pagal ne
Kahin ret pe ghar ki
Jab bhi kisi pagal ne
Kahin ret pe ghar ki
Tasveer banaayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Tasveer banaayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Raat aise bitaayee hai
Tumhe yaad kiya hai

Tanahaai ki sannatoan
Bhari raatoan mein tum bin
Tanahaai ki sannatoan
Bhari raatoan mein tum bin
Jab jaan pe ban aayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Jab jaan pe ban aayi hai
Tumhe yaad kiya hai
Raat aise bitaayee hai
Tumhe yaad kiya hai
Jab neend na aayi hai
Tumhe yaad kiya hai.

MovieStolen Moments
SingerPankaj Udhas
Music ComposerPankaj Udhas
LyricistZafar Gorakhpuri
Star CastPankaj Udhas
LabelUniversal Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *