Raahi Tha Main Aawara Lyrics  | Saheb Bahadur | Dev Anand, Priya Rajvansh | Kishore Kumar | Madan Mohan Kohli

Raahi Tha Main Aawara Lyrics | Saheb Bahadur | Dev Anand, Priya Rajvansh | Kishore Kumar | Madan Mohan Kohli

Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Mahake huye badan se
Khusbu si aa rahi hai
Mahake huye badan se
Khusbu si aa rahi hai
Jaise pawan kahi par
Chandan luta rahi hai
Aankho se koi dil mein
Aisa uthar raha hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Ji chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Ji chahta hai mera
Koi raat aisi aaye
Dekhe jo sath humko
Fir laut ke na aaye
Main tujhko kuchh na bolu
Tum mujhse na bolo
Khamoshiya bhi soche
Ye kon si ada hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara

Dekha jidar jidar bhi masti
Bhari najar se
Dekha jidar jidar bhi masti
Bhari najar se
Raaho mein rang chhaye
Bhago mein phul barse
Jaise kadam kadam pe
Maykhana khul gaya hai
Benaam sa nasha hai
Raahi tha main aawara
Phirta tha mara mara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Tere sahar mein aa kar ek din
Chamka taqdeer ka tara
Raahi tha main aawara.

MovieSaheb Bahadur
SingerKishore Kumar
DirectorChetan Anand
Music ComposerMadan Mohan Kohli
LyricistRajendra Krishan
Star CastDev Anand, Priya Rajvansh, Jalal Agha, Ajit, I.S. Johar
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *