Kabhi kaali ratiyaa
Kabhi din suhaane
Qismat ki baate to
Qismat hi jaane
O beta ji o beta ji
Are o baabu ji qismat ki hawa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji
Qismat ki hawa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji
Bade akad se beta nikale
Ghar se actor hone
Vaah ri qismat vaah ri qismat
Qismat me the likhe baratan dhone
Are bhai likhe baratan dhone
O beta ji jeene kaa mazaa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji
Are o baabu ji
Qismat ki hawa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji
Dard diya to thoda thoda
Khushi bhi thodi thodi
Waah re maalik waah re maalik
Dukh aur sukh ki
Khub banaayi jodi
Are vaah khub banaayi jodi
O beta ji kaa nashaa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji
Are o baabu ji
Qismat ki hawa
Kabhi naram kabhi garam
Kabhi naramnaram
Kabhi garamgaram
Kabhi naramgaram
Naramgaram o beta ji.
| Movie | Albela |
| Singer | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Director | Bhagwan Dada |
| Music Composer | Ramchandra Narhar Chitalkar (C. Ramchandra) |
| Lyricist | Rajendra Krishan |
| Star Cast | Bhagwan Dada, Geeta Bali |
| Label | Saregama Music |
