Hai galimat dil ye patthar ho chuka tamam hai

Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai

Chhod ke saari sharam ko shaam ki chaukhat pare

Aaiye aa jaaiye ye raat ik gamaam hai
Aaiye aa jaaiye ye raat ik gamaam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
Sab sunate hai ki humne haq hi kyun tumko diya

Jaane ja khud hi bataaye ye koi ilzam hai
Jaane ja khud hi bataaye ye koi ilzam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
Hai sarafa dil ka aur ye waqt koni ka hua

Lakh thi ye chiz sahab
Kaudiyo ke daam hai
Lakh thi ye chiz sahab
Kaudiyo ke daam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
Aapki aankho me varna aaj qatl-e-aam hai
| Movie | Raman Raghav 2.0 |
| Singer | Sona Mohapatra |
| Director | Anurag Kashyap |
| Music Composer | Ram Sampath |
| Lyricist | Varun Grover |
| Star Cast | Nawazuddin Siddiqui, Vicky Kaushal, Sobhita Dhulipala, Amruta Subhash, Mukesh Chhabra, Anuschka Sawhney |