Pyar Ki Baat Par Lyrics  | Ehsaas Pyar Ka | Janiva Roy | Janiva Roy | Naushad Ali

Pyar Ki Baat Par Lyrics | Ehsaas Pyar Ka | Janiva Roy | Janiva Roy | Naushad Ali

Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Tere ek rooth ne se aye sanam
Tere ek rooth ne se aye sanam
Tere ek rooth ne se aye sanam
Meri duniya mein ilaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unse milkar sukoon tha dil ko
Unke jaate hi ek izaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya

Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Har ghadi zehen mein
Hai uska khayaal
Jaagate mein bhi
Mujhko khwaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Woh jo mehfil mein
Benaqaab aaya
Log samjhe ke aaftaab aaya
Pyar ki baat par hizaab aaya
Aur aaya bhi behisaab aaya.

MovieEhsaas Pyar Ka
SingerJaniva Roy
Music ComposerNaushad Ali
Star CastJaniva Roy
LabelYellow & Red Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *