Pyar Kar Pyar Kar Lyrics | Do Premee | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Pyar Kar Pyar Kar Lyrics | Do Premee | Mohammed Rafi, Asha Bhosle | Laxmikant Pyarelal

Rama rama rama rama rama rama
Rama rama rama rama rama rama
Kya karega jindagi kya karega jindagi
Apne dil ko mar kar tu kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar

Kya karega jindagi apne dil ko mar kar
Tu kisi se pyar kar pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pahle pyar ko samjh le pahle pyar ko samjh le
Is hawas ko mar kar fir kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Kya karega jindagi kya karega jindagi

Hal mast ho gaya chal mast ho gayi
Hal mast ho gaya chal mast ho gayi
Ho gaya dhua dhua sari duniya kho gayi
Ho gaya dhua dhua sari duniya kho gayi
Duniya to wahi pe hai tu kahi pe kho gayi
Tujhko nind aayi hai rat nahi ho gayi
Tujhko nind aayi hai rat nahi ho gayi
Rat nahi ho gayi rat nahi ho gayi
Dekh to kisi ghani dekh to kisi ghani
Rup ko sawar kar tu kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Kya karega jindagi kya karega jindagi

Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Kya tere jahan me iska kuch jawab hai
Tujhko ye khabar nahi chiz kya sabab hai
Chehra to nahi hai ye chehre ki nakab hai
Chehra to nahi hai ye chehre ki nakab hai
Chehre ki nakab hai chehre ki nakab hai
Dekh to nakab ye dekh to nakab ye
Chehre se utar kar phir kisi se pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Pyar kar pyar kar pyar kar
Rama rama rama rama rama rama

MovieDo Premee
SingerMohammed Rafi, Asha Bhosle
DirectorRaj Khosla
Music ComposerLaxmikant Pyarelal
LyricistAnand Bakshi
Star CastRishi Kapoor, Moushmi Chatterjee, Deven Verma, I S Johar, Aruna Irani, Om Prakash, Geeta Behl, Gautam Sarin, Bhagwan

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *