Pyar kabhi kam na karna sanam
Har kami gavwara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam
Har kami gavwara kar lenge
Seene se tum jo laga ke rakho
Kanto pe gujara kar lenge
Seene se tum jo laga ke rakho
Kanto pe gujara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam
Dil hai to armaa machlenge
Dil hai to armaa o ho
Dil hai to armaa machlenge
Sagar me toofa machlenge,sagar me toofa machlenge
Sath agar jo humare raho jo toofa ko kinara kar lenge
Sath agar jo humare raho
Toofa ko kinara kar lenge
Pyar kabhi kam na karna sanam
Jab se pyar dil me jaga
Humne to bas tumko manga
Jab se pyar dil me jaga
Humne to bas tumko manga
Humne to bas tumko manga
Tumne agar jo kinara kiya
Duniya se kinara kar lenge
Tumne agar jo kinara kiya
Duniya se kinara kar lenge
| Movie | Ek Mutthi Aasmaan |
| Singer | Kishore Kumar, Vani Jairam |
| Director | Virendra Sinha |
| Music Composer | Madan Mohan |
| Lyricist | Indeevar |
| Star Cast | Vijay Arora, Radha Saluja, Pran, I S Johar, Gulshan Arora, Mehmood, Kamal Kapoor, Yogita Bali, Aruna Irani, Kamini Kaushal, Lalita Pawar |

