Pyar Jeevan Bhar Kaa (2 Part) Lyrics | Swarthi | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Sapan Jagmohan

Pyar Jeevan Bhar Kaa (2 Part) Lyrics | Swarthi | Suresh Wadkar, Anuradha Paudwal | Sapan Jagmohan

Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Jivan bhar ise nibhana hai
Kabhi aankh me aansu ubhare to
Kabhi aankh me aansu ubhare to
Palkon me use chhupana hain
Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Bandhan hain

Is pyaar vafa ke rishte se
Jab farj kabhi takrayega
Jab vachan ki aan pukaregi
Rakhvala ruk nahi payega
Us kurbaani ke waqt hame
Us kurbaani ke waqt hame
Himmat se kadam uthana hain
Kabhi aankh me aansu ubhare to
Palkon me use chhupana hain
Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Bandhan hain

Jab chahat ki khamosh juba
Kuchh kisi se kah nahi payegi
Duri ka dard satayega
Tanhaai dil tadpayegi
Us vaqt purani yaado ki
Us vaqt purani yaado ki
Tasvir ko gale lagana hain
Kabhi aankh me aansu ubhare to
Kabhi aankh me aansu ubhare to
Palkon me use chhupana hain
Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Jivan bhar ise nibhana hai
Pyaar jivna bhar ka bandhan hain
Bandhan hain bandhan hain ho bandhan hain

MovieSwarthi
SingerSuresh Wadkar, Anuradha Paudwal
DirectorRadhakant
Music ComposerSapan Jagmohan
LyricistM G Hashmat
Star CastAnupam Kher, Neeta Mehta, Komal, Paintal, Shafi Inamdaar, Suresh Oberoi

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *