Pyar hamko bhi hai
Pyar tumko bhi hai
Toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahi
Bewafa tum nahi
Toh kyu itne gile ho gaye
Chalte-chalte kaise yeh fasle ho gaye
Kya pata kaha ham chale
Pyar hamko bhi hai
Pyar tumko bhi hai
Toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahi
Bewafa tum nahi
Toh kyu itne gile ho gaye
Chalte-chalte kaise yeh fasle ho gaye
Kya pata kaha ham chale
Pyar hamko bhi hai
Pyar tumko bhi hai
Toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahi
Bewafa tum nahi
Toh kyu itne gile ho gaye
Chalte-chalte kaise yeh fasle ho gaye
Kya pata kaha ham chale
Duniya jo puchhe toh kya ham kahe
Koyi yeh hamko samjha de
Thes lagi toh pal me tut gaye
Shishe ke the kya sab wade
Jaata hai koyi kyu sapno ko thukra ke
Paayega yeh dil kya kisi ko bata ke
Chalte-chalte rakh ham bin jale ho gaye
Bujh gaye diye pyar ke
Pyar hamko bhi hai
Pyar tum ko bhi hai
Toh yeh kya silsile ho gaye
Dub gaya hai kaise dard me dil
Aansu bhari hai ab aankhe
Tanhaiyo ki jo ruth aa gayi
Ujdi huyi hai sab raahe
Socha tha paayenge dono ek manjil ko
Raahe jo badli toh tumhi bata do
Chalte-chalte ghum kaha kaafle ho gaye
Kho gaye kaha raste
Pyar hamko bhi hai
Pyar tum ko bhi hai
Toh yeh kya silsile ho gaye
Bewafa ham nahi
Bewafa tum nahi
Toh kyu itne gile ho gaye
Chalte-chalte kaise yeh fasle ho gaye
Kya pata kaha ham chale
Kya pata kaha ham chale
| Movie | Chalte Chalte |
| Singer | Abhijeet, Alka Yagnik |
| Director | Aziz Mirza |
| Music Composer | Jatin Lalit |
| Lyricist | Javed Akhtar |
| Star Cast | Shahrukh Khan, Rani Mukherjee, Jas Arora, Satish Shah, Lilette Dubey, Johny Lever, Vishwajeet Pradhan, Suresh Bhagwat, Dinyar Tirandaz, Rajeev Varma, Jay Shree T, Suresh Menon, Masood Akhtar, Gagan Gupta, Sushmita Daan, Arun Singh, Akhtar Nawaz, Kamini Kh |

