Pyar Hame Kis Mod Pe Le Aaya Lyrics | Satte Pe Satta | R D Burman, Gulshan Bawra, Kishore Kumar, Sapan Chakravarty | R D Burman

Pyar Hame Kis Mod Pe Le Aaya Lyrics | Satte Pe Satta | R D Burman, Gulshan Bawra, Kishore Kumar, Sapan Chakravarty | R D Burman

Ham tum me wo kya dekha jo kaha diwana
Hamko nahi kuch samajh jara samajhana
Pyar me jab bhi aankh kabhi ladh jaye
Tab dhadkan aur bechini badh jaye
Jab ko ginta hai rato ko taro
Tab samjho usse pyar ho gaya pyare
Pyar tumhe kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye haye koi to bataye
Kya hoga
Pyar hume kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye haye koi to bataye
Kya hoga

Battiya bujta do
Are koi to batti buja do
Battiya bujta do ke nind nahi aati hai
Battiya bujhane se bhi nind nahi aayegi
Battiya bujhane vali jane kab aayegi
Shor na machao varana bhabhi jag jayegi
Pyar tumhe kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye haye koi to bataye
Kya hoga
Pyar hame kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye haye koi toh bataye
Kya hoga

Pyar tumhe kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye koi to bataye
Kya hoga
Pyar hame kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye koi toh bataye
Kya hoga

Aakhir kya hai aisi bhi majburi
Mil gaye dil fir bhi kyo hai ye duri
Are
Dam hai to unase chin ke le aayenge
Di na gar ghar valo ne agar manjuri
Are
Dam hai to unase chin ke le aayenge
Di na gar ghar valo ne agar manjuri
Pyar hame kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye koi toh bataye
Kya hoga
Pyar hame kis mod pe le aaya
Ke dil kare haye
Koi to bataye
Kya hoga

MovieSatte Pe Satta
SingerR D Burman, Gulshan Bawra, Kishore Kumar, Sapan Chakravarty
DirectorRaj N Sippy
Music ComposerR D Burman
LyricistGulshan Bawra
Star CastAmitabh Bachchan, Hema Malini, Ranjeeta, Shakti Kapoor, Sachin Pilgaonkar, Amjad Khan, Prema Narayan, Paintal, Asha Sachdev, Vijayendra Ghatge, Sarika, Mac Mohan, Sudhir, Indrajeet, Goga Kapoor, Madhu Malhotra, Kanwaljeet Singh, Kader Khan, Aradhana, Kalp

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *