Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankh jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar
Jab koi nam kitabo pe likhe kisi ka chup kar
Hotho pe chalak jaye halki hasi kisi se mil kar
Tan man par jab ho bekhudi ka asar
Pyar hai bas yahi bas yahi to pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankh jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar
Lage jab dunia ke rang sabhi badle badle
Kisi ke milan ko ye dil tarse har pal machle
Dil par koi jab jor kuch na chale
Pyar hai bas yahi bas yahi to pyar
Dhadkane jab sune dhadkano ki pukar
Aankh jab kuch kahe aankho se bar bar
Pyar hai bas yahi bas yahi to hai pyar
| Movie | Sheesha |
| Singer | Kishore Kumar |
| Director | Basu Chatterjee |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Yogesh Gaud |
| Star Cast | Mithun Chakraborty, Moon Moon Sen, Vijayendra Ghatge, Bhagwan Sinha, Malika Sarabhai, Suresh Chatwal, Mrinalini, Naaz, Sudha Chopra, Guddi Maruti, Nandita Thakur |

