Pyar Aaya Aur Jyada Lyrics | Barsaat | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Pyar Aaya Aur Jyada Lyrics | Barsaat | Sonu Nigam, Alka Yagnik | Nadeem Shravan

Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

Ghadi do ghadi bas mere paas baitho
Deewana banake na jao
Pareshan hai dil sambhalna hai mushkil
Kasam hai na yu muskurao
Na pakdo kalayi oh tauba duhayi
Na aise mujhe tum satao
Koi dekh lega to wo kya kahega
Na chhedo hato dur jao
Socha jitni baar tumko socha jitni baar tumko
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya

Ye madhoshiya hai ye betabiya hai
Ye kya hai ye hum bhi na jane
Tumhe sirf chahe tumhe hi sarhahe
Koi kuchh kahe hum na mane
Ye mastana kajal ye julfo ka badal
Ye shaano pe jhukti nigahe
Ye hontho ki khushboo ye chehre ka jadu
Ye dil ko churati adaye
Chaha jitni baar tumko chaha jitni baar tumko
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Dekha jitni baar tumko dekha jitni baar tumko
Pyar aaya aur jyada aur jyada pyar aaya
Pyar aaya

MovieBarsaat
SingerSonu Nigam, Alka Yagnik
DirectorSuneel Darshan
Music ComposerNadeem Shravan
LyricistSameer
Star CastBobby Deol, Bipasha Basu, Priyanka Chopra, Shakti Kapoor, Supriya Pilgaonkar, Mahesh Thakur, Gajendra Chauhan, Farida Jalal, Beena, Viveck Vaswani, Sharat Saxena, Vivek Shauq, Manmeer Singh, Palak Jain

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *