Pyaar Tune Kya Kiya Lyrics | Pyaar Tune Kya Kiya | Alka Yagnik, Chitra Singh, Sonu Nigam | Sandeep Chowta

Pyaar tune kya kiya, mm hmm mm mm kya kiya
Ek hee pal me achanak
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hee pal me achaanak dee hai nayi duniya
Dee hai nayee khushiya

Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hee pal me achaanak dee hai nayi duniya
Dee hai nayi khushiya

Pehalee dafao se dekh kar, hone laga kuchh aisa asar – (2)
Khud se huyee mai bekhabar, mai hu yaha dil meraa hai vaha
Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hee pal me achaanak dee hai nayi duniya
Dee hai nayi khushiya

Too de raha hai ehsaas yeh, jaise koyee mere pas hai – (2)
Jiske badan ko chhu kar, mere badan ko chhu rahee hai hawa
(Pyaar tune kya kiya, ae pyaar tune kya kiya
Ek hee pal me achaanak dee hai nayi duniya
Dee hai nayi khushiya) – (2)

MoviePyaar Tune Kya Kiya
SingerAlka Yagnik, Chitra Singh, Sonu Nigam
Music ComposerSandeep Chowta

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *