Na shahar me hua na hi ghar me hua
Pyaar to bas hua ik nazar me hua
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Na shahar me hua na hi ghar me hua
Pyaar to bas hua ik nazar me hua
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Har saans me ab teri baat hai
Meri zindagi ab mere sath hai
Tu ban gayi hai zarurat meri
Tere liye hai mohabbat meri
Maine suna isko tune suna
Ye ishq hai dhadkano ki sada
Dil pe chhaaya hai iska khumaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Sun mere yaara yaara yaa raa
Sun mere yaara yaara yaa raa
Aisa kabhi pehle hota na tha
Mera chain to aise khota na tha
Kaise huyi aisi haalat meri
Paagal banaati hai chaahat teri
Tujhko khabar na mujhe tha pata
Is dard ki na koi hai dava
Ham to rahne lage beqraar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Na shahar me hua na hi ghar me hua
Pyaar to bas hua ik nazar me hua
Ye to aaye nazar dil ke paar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
Pyaar to hota hai pyaar
| Movie | Parwana |
| Singer | Alka Yagnik, Udit Narayan |
| Director | Deepak Bahry |
| Music Composer | Sanjeev Darshan |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Ajay Devgn, Amisha Patel, Ketaki Dave, Sadashiv Amrapurkar, Akhilendra Mishra, Gulshan Grover, Kader Khan, Sharat Saxena, Jagdeep, Pramod Moutho, Sayaji Shinde, Nawab Shah, Pooja Batra, Danny Denzongpa |

