Pyaar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics | Mera Vachan Geeta Ki Kasam | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Pyaar Kiya Nahi Jata Ho Jata Hai Lyrics | Mera Vachan Geeta Ki Kasam | Asha Bhosle | Shankar Jaikishan

Pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
Kabhi hasata hai kabhi rulata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai

Paas kya hai mere man se pucho sapane hirani ke tan se pucho
Haye haye karke gujare hai din man ke jo paas dhadkan se pucho
Ha kabhi tarsata hai kabhi tadpata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai

Bairi mausam mujhko sataye gora badanva mora tharthraye
Ku ke hai jab koi kali koyal manva pe julmi churiya chalaye
Kabhi man laharata hai kabhi gata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai

Dhaka vo dala dil pe balampahali najar pe luth gaye hum
Teri rahungi sari umar tujhpe mithungi teri kasam
Kabhi banata hai kabhi mitata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai kabhi hasata hai kabhi rulata hai
Pyar kiya nahi jata ho jata hai pyar kiya nahi jata ho jata hai

MovieMera Vachan Geeta Ki Kasam
SingerAsha Bhosle
DirectorVinod Kumar
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistHasrat Jaipuri
Star CastSanjay Khan, Saira Banu, Tiwari, Om Parkesh, Johny Walker, K N Singh, Madan Puri, Ajit

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *