Pyar kisise kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar ka kya matlab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kisise kab hota hai
Jab hona ho tab hota hai
Pyar kaa kya matlab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Koi mehsus karke to dekhe ise
Khubsurat se bhi khubsurat hai ye
Khushbu banke ye saanso me ghul jaata hai
Dil ki bechainiyo ki jarurat hai ye
Koi mehsus karke to dekhe ise
Khubsurat se bhi khubsurat hai ye
Khushbu banke ye saanso me ghul jaata hai
Dil ki bechainiyo ki jarurat hai ye
Isaki dhadkan anjaani si
Isaka dard ajab hota hai
Pyar kaa kya matlab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Naa subah kaa pata
Naa khabar shaam ki
Isaki chaahat me hai bas nasha hi nasha
Koi maane naa maane magar sach hai ye
Sabse hoti hai ek baar aisi khata
Naa subah kaa pata
Naa khabar shyaam ki
Isaki chaahat me hai bas nasha hi nasha
Koi maane naa maane magar sach hai ye
Sabse hoti hai ek baar aisi khata
Isaki pyaas pata chalati hai
Jab hotho pe lab hota hai
Pyar kaa kya matlab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
Pyar kaa matlab rab rab rab rab rab hota hai
.
| Movie | Om Jai Jagadish |
| Singer | Alka Yagnik, Kavita Krishnamurthy, Sonu Nigam, Udit Narayan |
| Director | Anupam Kher |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Sameer |
| Star Cast | Choudhary, Fardeen Khan, Urmila Matondkar, Abhishek Bachchan, Tara Sharma, Parmeet Sethi, Anu Kapoor, Raju Kher, Satish Shah, Rakesh Bedi, Shishir Sharma, Rajesh Khera, Anjan Srivastava, Brijesh Tiwari, Cyrus Sahukar, Achint Kaur, Lilette Dubey, Arun Bali |

