Pyaar Ki Baat Nigahon se Lyrics  | Adventures Of Robin Hood And Bandits | Prashant, Parveen Choudhary | Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor | G.S. Kohli

Pyaar Ki Baat Nigahon se Lyrics | Adventures Of Robin Hood And Bandits | Prashant, Parveen Choudhary | Lata Mangeshkar, Mahendra Kapoor | G.S. Kohli

Pyaar ki baat nigahon
Se jataya na karo
Pyaar ki baat nigahon
Se jataya na karo
Raz khul jayega yu
Aankh milaya na karo

Pyaar ki baat nigahon
Se jataya na karo
Raz khul jayega yun
Aankh milaya na karo
Pyaar ki baat nigahon
Se jataya na karo

Tumse milte hi najar
Saram se jhuk jati hai
Tumse milte hi
Aate aate yun hasi
Hotho pe ruk jati hai
Aate aate yun hasi
Hotho pe ruk jati hai
Naram hotho pe hasi aao to
Naram hotho pe hasi
Aise dabaya na naro
Raz khul jayega yun
Aankh milaya na karo
Pyaar ki baat nigahon se
Jataya na karo

Dono alam mein hai
Bejod tumhari aankhe
Yu na dekho ke bahak
Jaye hamari aanhke
Yu na dekho ke bahak
Jaye hamari aanhke
Meri aanhko mein nasha
Meri aanhko mein nasha
Banke to chhaya na karo
Raz khul jayega yun
Aankh churaya na karo
Pyaar ki baat nigahon
Se jataya na karo.

MovieAdventures Of Robin Hood And Bandits
SingerLata Mangeshkar, Mahendra Kapoor
DirectorB.J. Patel
Music ComposerG.S. Kohli
LyricistAnjaan
Star CastPrashant, Parveen Choudhary, Shyam Kumar, Nilofer
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *