(Purana tera khunta oye
Dhakka laga tuta
Chalayega kya gadi – 2
Utar apni dhoti – 2
Aur bandh meri sadi) – (2)
Utar apni dhoti
Aur bandh meri sadi
(Dhoti ne diya dhokha
Pichhe se jara fat gayi) – (2)
Dunia ne nahi dekha
Izzat to magar lut gayi
Tu to hai mard bacha – 2
Ab jhutha ho ya sacha
Oye man mera kahna man mera kahna
Mundwake much dadi
Aur bandh meri sadi
Purana tera khunta oye
Dhakka laga chuta
Chalayega kya gadi – 2
(Utar apni dhoti
Aur bandh meri sadi) – (2)
(Bumbai tu kabhi chalna
Mai chudi dila dungi) – (2)
Jo sar pe latkati hai woh
Dum bhi kata dungi
Kaisa diya jhatka – 2
Aage na yaha atka
Payega nahi dana – 2
Ye chhod ke tiwadi
Bandh meri sadi
Purana tera khunta oye
Dhakka laga tuta
Chalayega kya gadi – 2
(Utar apni dhoti
Aur bandh meri sadi) – (2)
(Ladki hu sahar wali
Rehna tu jara bachke) – (2)
Dil mera dhadkta hai
Jab teri kamar lachke
Aisa laga thumka
Lahrane lage jhumka
Aa jaye nasha pyare – 2
Bas te le jara gadi
Bandh meri sadi
Purana tera khunta oye
Dhakka laga tuta
Chalayega kya gadi – 2
(Utar apni dhoti
Aur bandh meri sadi) – (2)
| Movie | Abhimanyu |
| Singer | Alka Yagnik |
| Music Composer | Anu Malik |
| Lyricist | Farooq Qaiser |