Prit Laga Ke Maine Yeh Phal Paya Lyrics | Aankhen | Mukesh | Madan Mohan

Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya

Tum ne mujhse pyar kiya tha ulfat ka iqarar kiya tha
Apna banake pahele ye bisaraya prit ka wada khub nibhaya
Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya
Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya

Aa ke jo dekhe tu dukh mere aa ke jo dekhe tu dukh mere
Kya na bahenge aansu tere dukh de mujhko
Tune kya sukh paya tujhko bedardi reham na aaya
Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya
Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya

Ek jhalak phir se dikhla de khwab mein aakar itna bata de
Jyot bujha kar in nayano ki kiske man ka dip jalaya
Prit laga ke maine ye phal paya sud budh khoyi chain gawanya
Chain gawanya chain gawanya

MovieAankhen
SingerMukesh
DirectorDevendra Goel
Music ComposerMadan Mohan
LyricistRaja Mehdi Ali Khan
Star CastShekhar, Nalini Jaywant, Yashodhara Katju, Cuckoo, Bharat Bhushan, Yaqub, Anwari, Bhudo Advani

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *