Preet Nibhani Balma Lyrics  | Sanskar | Shashi Kapoor, Mumtaz | Meena Kapoor | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Preet Nibhani Balma Lyrics | Sanskar | Shashi Kapoor, Mumtaz | Meena Kapoor | Roshanlal Nagrath (Roshan)

Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Dali dali koyal kali geet gaye
Kahe aise mein
Chanchal dil machal jaye
Rut hai suhani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Ghire badri nain kajri jara jaye
Akela pan mujhpe bijli gira jaye
Dil ki kahani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano
Preet nibhani
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano

Meri aankhe kab se machle
Jharokho mein
Jiu kaise tere sapno
Ke dhokho mein
Ankhiya diwani balma
Balma tum kya jano
Sajna tum kya jano.

MovieSanskar
SingerMeena Kapoor
DirectorV.M. Vyas
Music ComposerRoshanlal Nagrath (Roshan)
LyricistShailendra (Shankardas Kesarilal)
Star CastShashi Kapoor, Mumtaz, Pran, Murad, D.K. Sapru, Purnima, Ishwarlal, Shanti, Veera, Razi
LabelSaregama

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *