Preet Nahi Jane Balam More Bhole Preet Nahi Jana Lyrics | Bahen | Miss Iqbal | Anil Biswas

Preet Nahi Jane Balam More Bhole Preet Nahi Jana Lyrics | Bahen | Miss Iqbal | Anil Biswas

Preet nahi jane balam more bhole
Preet nahi jane balam more bhole
Preet nahi jane
Choti nanad sang khele sanwariya
Chayi sawan ki kari badariya
Choti nanad sang khele sanwariya
Chayi sawan ki kari badariya
Gehri taliya me ja ke bole
Preet nahi jani
Gehri taliya me ja ke bole
Preet nahi jani balam more bhole
Preet nahi jane balam more bhole
Preet nahi jane

Uchi atriya pe sejh bichaye
Uchi atriya pe sejh bichaye
So gaye balma bairan raat aayi
So gaye balma bairan raat aayi
Mai thi akeli jiya more dhole
Preet nahi jani
Mai thi akeli jiya more dhole
Preet nahi jani balam more bhole
Preet nahi jane balam more bhole
Preet nahi jane ha preet nahi jane

MovieBahen
SingerMiss Iqbal
Music ComposerAnil Biswas
LyricistSafdar Aah
Star CastSheikh Mukhtar, Nalini Jaywant, Meena Kumari, Husn Banu, Swaroop Rani, Kanhaiyalal, Harish

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *