Prabhu Ji Tum Rakho Laaj Lyrics  | Hospital | Manorama | Kanan Devi | Kamal Dasgupta

Prabhu Ji Tum Rakho Laaj Lyrics | Hospital | Manorama | Kanan Devi | Kamal Dasgupta

Prabhu ji prabhu ji
Tum rakho laaj hamari
Prabhu ji prabhu ji
Tum rakho laaj hamari

Man ki baat chhupi nahi sabse
Man ki baat chhupi nahi sabse
Joban dalke sari
Rakho laaj hamari
Prabhu ji prabhu ji tum

Kya vidhata jaal bichhaya
Aur biraja ka taro mein aaya
Man panchhi usme samata
Kismat mein tha dukho ne jana
Is bandhan se tum hi chhudao
Is bandhan se tum hi chhudao
Pyaare krishan murari
Rakho laaj hamari
Prabhu ji prabhu ji tum

Kaisa dekh rahi hoon sapna
Sapno ki kya hota apna
Kaisa dekh rahi hoon sapna
Sapno ki kya hota apna
Jo kuch hua meri marji
Mujh ko sone na de
Rakho laaz hamari
Prabhu ji prabhu ji tum

Door baho na aao aao
Tumse dheer bandao aao
Jeevan mein toofan utha hai
Prabhu ji prabhu ji
Jeevan mein toofan utha hai
Aur aankho abhi yaad
Rakho laaz hamari
Prabhu ji prabhu ji
Tum rakho laaj hamari.

MovieHospital
SingerKanan Devi
DirectorSushil Majumdar
Music ComposerKamal Dasgupta
LyricistPandit Madhur
Star CastManorama
LabelMegaphone Records

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *