Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Ho yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein
Dhoondane ko pyar mein
Ghooma hoon gali gali
Tu jo mil gayi
To dil ko mil gayi tasalli
Dhoondane ko pyar mein
Ghoomi hoon gali gali
Tu jo mil gaya
To dil ko mil gayi tasalli
Ab jo mile hain hum tum
Aa ho jayein khalli balli
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho phans jaaye
Yeh na ho, na ho, na ho
Na ho phans jaaye jaaye jaaye jaaye
Donon is sansaar mein
Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Poster lagwa do baazar mein
Yeh khabar chhapwa do akhbaar mein
Arre poster lagwa do baazar mein
Ho ek ladka, ek ladki
Ek ladka, ek ladki
Ek ladka ladki
Ladka ladki, ladka ladki, ladka ladki
Ho dono paagal ho gaye pyar mein.
| Movie | Luka Chuppi |
| Singer | Mika Singh, Sunanda Sharma |
| Director | Laxman Utekar |
| Music Composer | White Noise Studios |
| Lyricist | White Noise Studios |
| Star Cast | Kartik Aaryan, Vishwanath Chatterjee, Aparshakti Khurana |
| Label | T-Series |

