Poore Chaand Ki Ye Aadhi Raat Hai Lyrics | Ramleela | Shail Hada | Sanjay Leela Bhansali

Poore chaand aye poore chaand

Poore chaand ki ye aadhi raat hai – 2
Tere chehre pe aa ke rook jaati hai – 2

Jeeti hai utniii
Jeeti hai utni jitni guzar jaati hai
Poore chand ki ye aadhi raat hai
Poore chand ki ye aadhi

Gaalon ke halke se mod pe
Do pal ko palkein odh ke
Sharmaati hai jhuk jaati hai
Tere chehre pe aa ke rook jaati hai
Jeeti hai utniii
Jeeti hai utni jitni guzar jaati hai
Pure chand ki ye aadhi raat hai
Poore chand ki ye aadhi

Poore chaand aye poore chaand

MovieRamleela
SingerShail Hada
Music ComposerSanjay Leela Bhansali
LyricistSiddharth-Garima

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *