Poochho Na Zindagi Se Ke Kya Fareb Khaya Lyrics | Vidhaan | Asha Bhosle | Anil Nanda

Poochho Na Zindagi Se Ke Kya Fareb Khaya Lyrics | Vidhaan | Asha Bhosle | Anil Nanda

Puchho na jindagi se kya kya fareb khaya
Fir bhi na maut aayi
Fir bhi na maut aayi
Puchho na jindagi se kya kya fareb khaya
Fir bhi na maut aayi
Fir bhi na maut aayi

Ummid ke deeye ki lau ho gayi hai madhm
Ummid ke deeye ki lau ho gayi hai madhm
Badhta hi ja raha hai ruswaaiyon ka sath
Puchho na jindagi se kya kya fareb khaya
Fir bhi na maut aayi
Fir bhi na maut aayi

Hum be khata hai iska kaise yaki dilaaye
Hum be khata hai iska kaise yaki dilaaye
Hum naam kya bataye kisne hume mitaya
Puchho na jindagi se kya kya fareb khaya
Fir bhi na maut aayi
Fir bhi na maut aayi

Apne hi aansuo se apni chita jala kar
Apne hi aansuo se apni chita jala kar
Apna hi abr humne ae jindagi banaya
Puchho na jindagi se kya kya fareb khaya
Fir bhi na maut aayi
Fir bhi na chain aaya
Fir bhi na chain aaya
Fir bhi na chain aaya

MovieVidhaan
SingerAsha Bhosle
Music ComposerAnil Nanda
LyricistNaqsh Lyallpuri

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *