Piyaa-Milan Ko Jaane Waali Sambhal-Sambhal Kar Chal Lyrics | Dev Kanya | Amirbai Karnataki | Shyam Surender

Piyaa-Milan Ko Jaane Waali Sambhal-Sambhal Kar Chal Lyrics | Dev Kanya | Amirbai Karnataki | Shyam Surender

Piyaa milan ko jaane waali sambhal sambhal kar chal
Piyaa milan ko jaane waali sambhal sambhal kar chal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Piyaa milan ko jaane waali sambhal sambhal kar chal
Ghungat khol kali samajhaati prit nagariya dur
Tera saanwariya bula raha hai
Kahaan kahaan kuch dur
Dur nahin
Dur nahin ab tere piya ka sundar rang mahal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Piyaa milan ko jaane waali sambhal sambhal kar chal

Aandhi aayi
Aandhi aayi kya ghabaraana
Tujhko desh piya ke jaana
Na dar
Na dar in kaanton pe badhte chal
Dekh ke baadal nahin machal
Nahin hota yovan bekal
Haath mein mehandi lagi
Lagaaya nainon mein kaajal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Sambhal sambhal sambhal sambhal
Piyaa milan ko jaane waali sambhal sambhal kar chal

Uthi ghata ghanaghor tera naach utha man mor
Tera naach utha man mor
Pritam aaye aaj milan ka aaya hai tyohaar
Saja aarti kirtan gaa aur pahna de tu haar
Saja aarti kirtan gaa aur pahna de tu haar
Aayi thi khil gaya saloni
Tera hraday kamal
Ab sang piya ke chal

MovieDev Kanya
SingerAmirbai Karnataki
DirectorS N Tripathi
Music ComposerShyam Surender
LyricistB D Mishra
Star CastMahipal, Anita Guha, Mukri, B M Vyas, Babu Raje, Krishna Kumari

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *