Sona na chani na tajmahel
Muje chahi ye mithe mithe vo pal
Jisme piya ki khusbu basi
Maheke sada meri ye jindagi
Rahu jisme umr bhar
Rahu jisme umr bhar
Mere piya ka, piya ka ghar
Mere piya ka, piya ka ghar
Mere piya ka, piya ka ghar
Mere piya ka, piya ka ghar.
| Movie | Piya Ka Ghar |
| Singer | Alka Yagnik |
| Director | Chander H. Bahl, Pawan Kumar |
| Star Cast | Narayani Shastri, Alok Nath, Suhasini Mulay, Prachi Shah, Kamya Panjabi |

