Phulon Sa Mehaka Hua, Ye Reshmi Tam Mera Lyrics | Rivaaj | Sharda | Shankar Jaikishan

Phulon Sa Mehaka Hua, Ye Reshmi Tam Mera Lyrics | Rivaaj | Sharda | Shankar Jaikishan

Phulo sa mahka hua hain
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka
Phulo sa mahka hua hain
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka

Khile gulabi mere labo pe
Hai jo nashili hansi
Khile gulabi mere labo pe
Hai jo nashili hansi
Dard me dube pyase dilo ki
Yahi to hai jindagi
Yahi to hai jindagi
Phulo sa mahka hua hain
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka

Gore badan pe chhaye ujala
Aankho se barse nasha
Gore badan pe chhaye ujala
Aankho se barse nasha
Aise chalu mai jaise dilo pe
Jadu chale pyar ka
Jadu chale pyar ka
Phulo sa mahka hua hain
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka

Mai to wahi hu jiski tamanna
Sara jamana kare
Mai to wahi hu jiski tamanna
Sara jamana kare
Dil ki lagi ye koi bataye
Koi bahana kare
Koi bahana kare
Phulo sa mahka hua hain
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka
Phulo sa mahka hua
Ye reshmi tan mera
Baho me jab bhi khile
Aaye maja pyar ka

MovieRivaaj
SingerSharda
DirectorT Prakash Rao
Music ComposerShankar Jaikishan
LyricistAnjaan
Star CastSanjeev Kumar, Mala Sinha, Shatrughan Sinha, Farida Jalal, Pandaribai

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *