Phulo tumhe pata hai man kyu khila khila hai
Mera bhed ye kisi se na kahna
Kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe
Pata hai man kyu khila khila hai
Mera bhed ye kisi se na kahna kisi se na kahna kisi se na kahna
Phulo tumhe pata hai
Har sham hai sinduri har dil lage suhana
Jab se dil ne mana unko to apna rang
Tumhe pata hai man kyu kyu ranga ranga hai
Mera bhed ye kisi se na kahna
Kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai
Kayi bar ye hua hai jab samne wo aaye
Kuch bhi kah na paye jhuk gaye naina
Maine tumhe pata manmeet wo mera hai
Mera bhed ye kisi se na kahna
Kisi se na kahna kisi se na kahna phulo tumhe pata hai
| Movie | Kissi Se Na Kehna |
| Singer | Asha Bhosle |
| Director | Hrishikesh Mukherjee |
| Music Composer | Bappi Lahiri |
| Lyricist | Yogesh |
| Star Cast | Farooq Sheikh, Deepti Naval, Utpal Dutt, Saeed Jaffrey, Deven Verma, Lalita Kumari, Asha Sharma, Ketaki Dave, Yunus Parvez, S N Bannerjee, Harish, Prema Narayan, Kanu Roy, Rajnath |

