Phool Rahon Mein Bhikhar Jate Hai, Jab Wo Aate Hai Lyrics | Aapas Ki Baat | Suman Kalyanpur | Anu Malik

Phool Rahon Mein Bhikhar Jate Hai, Jab Wo Aate Hai Lyrics | Aapas Ki Baat | Suman Kalyanpur | Anu Malik

Phul raho mein bikhar jate hai
Phul raho mein bikhar jate hai
Jab wo aate hai
Phul raho mein bikhar jate hai
Log aate hai nazare aur nikhar jate hai
Log aate hai nazare aur nikhar jate hai
Phul raho mein bikhar jate hai jab wo aate hai

Chumke unke kadam hai chhumta mausam
Wadiya ye wadiya hai nachati chham chham
Humke unke kadam hai chhumta mausam
Wadiya ye wadiya hai nachati chham chham
Unchi unchi chhaye ghata
Dhime dhime gaye hawa
Koi tarana naya
Ek nashe me din gujar jate hai
Ek nashe mein din gujar jate hai jab wo aate hai
Phul raho mein bikhar jate hai jab wo aate hai

Dard ki gehraiyo mein dub jata dil
Dubke kashti ko ab to mil gaya sahil
Dard ki gehraiyo mein dub jata dil
Dubke kashti ko ab to mil gaya sahil
Soye soye khwab jage jale bujhe bujhe jale
Dil me shama pyar ki
Khwab kitne hi sawar jate hai
Khwab kitne hi sawar jate hai
Jab wo aate hai

MovieAapas Ki Baat
SingerSuman Kalyanpur
DirectorHarmesh Malhotra
Music ComposerAnu Malik
LyricistAnjaan
Star CastPoonam Dhillon, Raj Babbar, Shakti Kapoor, Kalpana Iyer, Asrani, Bharat Kapoor

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *