Phool Ka Shabab Kya Lyrics  | Farz Ki Jung | Govinda, Neelam Kothari | Mohammed Rafi | Bappi Lahiri

Phool Ka Shabab Kya Lyrics | Farz Ki Jung | Govinda, Neelam Kothari | Mohammed Rafi | Bappi Lahiri

Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Zulfo se khele mahki hawaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Uff ye jawani uff ye adaye
Surkh lab ke samne sokhi ye gulab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Aankho mein tauba kitna nasha hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Main kya ye mausam bahka hua hai
Layegi ye mastiya koi bhi sharab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya

Gore badan se lipta hua hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Pani ki dekho takdir kya hai
Yuhi dekhta rahu main hasin khwab kya
Phool ka shabab kya husn mahatab kya
Aap to bas aap hai aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya
Aap ka jawab kya.

MovieFarz Ki Jung
SingerMohammed Rafi
DirectorR.P. Swamy
Music ComposerBappi Lahiri
LyricistAnjaan, Naqsh Lyallpuri
Star CastGovinda, Neelam Kothari, Shashi Kapoor, Dalwinder, Raza Murad, Amrish Puri, Anjana Mumtaz, Mac Mohan, Asha Lata, Bhagwan, Birbal, Bob Christo, Leena Das, Iftekhar, Pinchoo Kapoor, Yunus Parvez, Gita Siddharth
LabelTips Music

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *