Ab ke gaye ghar se jo tere
Phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhul jaana
Main bhi bhul jaaunga
Ab ke gaye ghar se jo tere
Phir na laut aaunga
Tu bhi mujhe bhul jaana
Main bhi bhul jaaunga
Chalte chalte karta salaam aakhiri
Rab se ab toh maangu bas dua yahi
Hum phir na milen kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Kabhi na milein
Milte milte hum tere na ho jaaye
Mujhko dar hai mere gam kam na ho jaaye
Anjaane hain hum dono, yaaram na ho jaaye
Jeena sakun tanha ye aalam na ho jaaye
Achchhi hai mere layi teri kami
Tu asmaan hai aur main hu zameen
Hum phir na milen kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Ehsaas na huya ke juda hone laga
Dekho haste haste rone lage
Kyun bewjah maine iss ishq ko chhuya
Pagalpan tha mera wo jo kuch bhi hua
Teri gali mein mujhko jaana nahi
Tu yaad mujhko kyun na rahi
Hum phir na milen kabhi
Hum phir na mile kabhi
Hum phir na mile kabhi
Phir na mile kabhi
Hum phir na milen kahi bhi
Kabhi na milein, kabhi na milein.
| Movie | Malang |
| Singer | Ankit Tiwari |
| Director | Mohit Suri |
| Music Composer | Ankit Tiwari |
| Lyricist | Prince Dubey |
| Star Cast | Aditya Roy Kapoor, Anil Kapoor, Disha Patani |
| Label | T-Series |

