Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad Lyrics | Info NA

Phir Kisi Rahaguzar Par Shaayad Lyrics | Info NA

Karu na yaad magar kis tarah bhulaau use
Gazal bahana karu or gungunaau use
Karu na yaad magar kis tarah bhulaau use
Gazal bahana karu or gungunaau use
Wo khar khaar hai shakhe gulaab ki maanind
Mai jhkm jhakm hu fir bhi gle lagau use

Fir kisi fir kisi rahguzar par shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad
Ham kabhi mil sake magar shaayad
Phir kisi rahaguzar par
Phir kisi rahaguzar par shaayad
Ham kabhi mil sake magar shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad

Jindagi bhar lahu rulaayegi
Jindagi bhar lahu rulaayegi
Yaade yaarane bekhabar shayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad

Jinke hum mumtazir rahe unko
Jinke hum jinke hum mumtazir rahe unko
Jinke hum mumtazir rahe unko
Mil gaye aur hamasafar shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad

Ajanabiyat ki dhundh chat jaaye
Ajanabiyat ki dhundh chat jaaye
Chamak uthe teri nazar shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad

Jaan pehchaan se bhi kya hoga
Jaan pehchaan se bhi kya hoga
Jaan pehchaan se bhi kya hoga
Jaan pehchaan se bhi kya hoga
Phir bhi aye dost gaur kar shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad

Jo bhi bichhde hai
Jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
Jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
Jo bhi bichhde hai vo kab mile hai faraz
Phir bhi tu intzaar kar shaayad
Phir kisi rahaguzar par shaayad
Ham kabhi mil sake magar shaayad
Phir kisi rahguzar par shaayad shaayad shaayad

MovieInfo NA

Comments

No comments yet. Why don’t you start the discussion?

    Leave a Reply

    Your email address will not be published. Required fields are marked *